Iss Tarah Lyrics from Meri Pyaari Bindu feat
Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra. This song is sung by Clinton
Cerejo & Dominique Cerejo and written by Kausar Munir while its
music is composed by Sachin-Jigar.
Song: Iss Tarah
Movie: Meri Pyaari Bindu
Singers: Clinton Cerejo, Dominique Cerejo
Musicians: Sachin Jigar
Lyricists: Kausar Munir
Itna to samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata
Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata x (2)
Ye shehar meri ulfat ka
Woh shehar teri ghaflat ka
Tu raat ka sooraj hai
Mujhe jagna nahi aata
Mujhe jagna nahi aata
Tujhe ghuroobna nahi aata x (2)
Tere mere taare
Milein, milein na re
Chhat to hai chhat se judi
Chaand bhi chhup jaaye
Hathon mein na aaye
Khidkiyan to hain khuli
O iss tarah hum galat
Hum galat, hum sahi, hum sahi
Har jagah har taraf
Har tarah hain hamin
Ye ishq nahi hai aasaan
Itna to samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata
Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata x (2)
Tu reit si hathon se
Aisi phisal jaati hai
Mujhe rokna nahi aata
Tujhe theharna nahi aata
Tu sarphiri hawaon mein
Firki si yoon phiri jaaye
Mujhe baandhna nahi aata
Tujhe thamna nahi aata
Teri meri raahein
Milein milein na re
Takraayengi to kabhi
Raste bhatak jaayein
Galiyan badal jaayein
Badlenge dil na kabhi
O iss tarah hum galat
Hum galat, hum sahi, hum sahi
Har jagah har taraf
Har tarah hain hamin
Ye ishq nahi hai aasaan
Itna to samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata x (2)
Song: Iss Tarah
Movie: Meri Pyaari Bindu
Singers: Clinton Cerejo, Dominique Cerejo
Musicians: Sachin Jigar
Lyricists: Kausar Munir
Iss Tarah Lyrics
Ye ishq nahi hai aasaanItna to samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata
Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata x (2)
Ye shehar meri ulfat ka
Woh shehar teri ghaflat ka
Tu raat ka sooraj hai
Mujhe jagna nahi aata
Mujhe jagna nahi aata
Tujhe ghuroobna nahi aata x (2)
Tere mere taare
Milein, milein na re
Chhat to hai chhat se judi
Chaand bhi chhup jaaye
Hathon mein na aaye
Khidkiyan to hain khuli
O iss tarah hum galat
Hum galat, hum sahi, hum sahi
Har jagah har taraf
Har tarah hain hamin
Ye ishq nahi hai aasaan
Itna to samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata
Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata x (2)
Tu reit si hathon se
Aisi phisal jaati hai
Mujhe rokna nahi aata
Tujhe theharna nahi aata
Tu sarphiri hawaon mein
Firki si yoon phiri jaaye
Mujhe baandhna nahi aata
Tujhe thamna nahi aata
Teri meri raahein
Milein milein na re
Takraayengi to kabhi
Raste bhatak jaayein
Galiyan badal jaayein
Badlenge dil na kabhi
O iss tarah hum galat
Hum galat, hum sahi, hum sahi
Har jagah har taraf
Har tarah hain hamin
Ye ishq nahi hai aasaan
Itna to samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata x (2)
No comments:
Post a Comment